O Bedardeya Lyrics in English |Tu Jhoothi Main Makkaar|


O Bedardeya
Singer Arijit Singh
Composer Pritam
Music T-series
Song WriterAmitabh Bhattacharya

Lyrics

Pyaar jhootha tha jataaya hi kyon) × 2

(Aise jaana tha.. toh aaya hi kyon) × 2

Ae sitamgar tu zara 

Aur sitam kar de aa

Aaja bevajaha sa ye 

Rishta khatam kar de aa

(O bedardeya ..

Yaar bedardeya) × 4

Oooo ..

(Dard-e-dil ke bina mehfil hi kya) × 2

(Jo na toota kabhi vo dil hi kya) × 2

Hai mera haal bura

Aur bura kar de aa

Mere zakhmon ko zara

Aur hara kar de aa

(O bedardeya ..

Yaar bedardeya) × 4

Ooooo

Kyon saaiyaan

Maahi mera

Saudaaiyaa ..

Dhoop loot ke ..

Jo de gaya ..

Parchhaiyaan

Badle vafa ke 

Maine paayi kyon

Tabaahiyaan ..

Rabba jiske dil mein tu

Ishq duniya bhar ka deta hai

Usi ke dilbar ko aakhir kyon

Dil patthar ka deta hai ..

(Hum mein jo tha.. vo raha kyon nahin) × 2

(Dil mein tha kuchh.. 

toh kaha kyon nahin) × 2

Tha kabhi pyar toh

Insaaf mera kar de aa

Ya kabhi tha hi nahin

Saaf mana kar de aa ..

(O bedardeya ..

Yaar bedardeya) × 7

O bedardeya

Itna rahem kar de aa ..

O bedardeya .. 

bedardeya ..

Yaar bedardeya 

bedardeya .. bedardeya ..

Yaar bedardeya ..

bedardeya ..

Yaar bedardeya .. ooo ..

Kaisa banjar seena hoga

Isme jab tu hi na hoga

Tujh bin jee toh lunga

Lekin ..

Jeena kya vo jeena hoga




O Bedardeya Watch Video